Posts

Showing posts from August, 2018

mere dadi

Image
Jinse hr nati krta h pyar Jinse hr  natin krte h dular Yeh  hote h dadi Sabse phele jagte Sabse aakhir m sote Kabhi nahi maarti Kabhi nahi datti Hamesa Dukh m bhi pyar se Suckh m bhi pyar se Baat krti Yeh hote h dadi Khud rote pr hame hasate Hum rote khud roo jate Na kuch krte hue bhi bahut kuch kr jati Yeh hote h  dadi Papa ko datt kr Maa pr chila kr Sabko  Samjhakr Hme hasate Yeh hote h  dadi Bachpn m khud n sote rato raat Khud n lette dino din Bs hamari fikr krte h Yeh hote h dadi Papa k jane k baad Maa k alag  hone k baad Jinhone saath diya Veh hote h dadi                        I Love U dadi      By saransh Bhadoria 

ek baar aa jao n hamare duware

Aadhi raat ko janm lene wale Murli ki dhun sunane wale Gopiyo k pyare Mata yashodha k dulare Ek baar aajao n  hamare duware Mayur pankh k diwane Rakshaso ko marne wale Gaye ko chalane wale Makhan ko churane wale Ek baar aa jao na hamare duware Nand k lala kheh laate Aankhiyo k tare bn jate Rn chod k bhag jane wale Sudama k metra kheh laate Ek baar aa jao n hamare duware Gaon walo k pyare Raaas rachane wale Mn mohne wale Sahi marg dhikhane wale Ek baar aajao n hamare duware By saransh lokendra Bhadoria

Kas vaps aa jate vo lamhe

Kas Vaps aa jatae vo lamhe Vo aaj ka din Vo kl ka din Kas Vaps aa jate vo lamhe Kuch to khas tha Kuch to accha tha Uuss din Kas Vaps aa jate vo lamhe Kuch khatti Kuch metthi Kuch km Kuch jada Hui thee bate Kas Vaps aa jate vo lamhe Log apne pass the Hm logo k pass the Nokjhok hoti rehehti Pyar bna rehta Kas Vaps aa jate vo lamhe Namkeen se Biscuit se Bate ho jati Kas vapas aa jate vo lamhe Suraj ugne se Chand dhlne tk Din beet jata Pr pta ni chlta Kas Vaps aa jate vo lamhe By saransh Bhadoria

chale gaye

Kho diya hamne unhe kho diya na unjaisa koi tha na fir kabhi hoga chod kr chale gaye vo aaj hme is vatan m is duniya m chod kr chale gaye ankhe nm ho jati h gavrahat aa jati h lagta jaise sarir se se pran nikl gaye pr aaj vo hme chod kr chale gaye than gae moot bhi than gaye khete khete chale gaye aab kon sambhalege is desh ko is vatan ko aap to chale gye aapke rehte desh amar tha atal tha aapke jane se desh ko samaj ko insano ko hwa ko or  sabko  ek sadma lag gaya hum aapko yaad krte rahenge hum aapko yaad krte rahenge aapki yaad m atal bihari vajpaee ji ko samarpit mere kavita by saransh lokendra bhadoria

maa

jo Papa ki daat se bhachati h jo bhai ki maar se bhachati h vo maa hoti h khud n khakr hme khele h khud n sokr hme sulati h vo h maa pyaar ka sansar hoti h dukh ki tarwaal bn jati h vo h maaa jb hm jagate vo bhi jagti pr jb vo jagti tb hm ni jagte vo h maa bhagvaan se aadhik pyare h sanso se jada kimti h vo h maa I Love Maa by saransh lokendra bhadoria

bua

papa ki bhen hoti h bua maa ki nanad hoti h bua tyeharo ki shann hoti h bua kushiyo ka taaj hoti h bua gumane ki kamna hoti h bua khelono ki ichha hoti h bua jindgi ka swarg hoti h bua jindgi ko amrit bna deti h bua khusiyo ki chabi hoti h bua dukh se ladti h bua jo kuch h sab bua hi h                  sab bua hi h By saransh lokendra bhadoria