chale gaye

Kho diya
hamne unhe kho diya
na unjaisa koi tha
na fir kabhi hoga
chod kr chale gaye
vo aaj hme
is vatan m
is duniya m
chod kr chale gaye
ankhe nm ho jati h
gavrahat aa jati h
lagta jaise
sarir se se pran nikl gaye
pr
aaj vo hme chod kr chale gaye
than gae
moot bhi than gaye
khete khete chale gaye
aab kon sambhalege
is desh ko
is vatan ko
aap to chale gye
aapke rehte desh
amar tha
atal tha
aapke jane se
desh ko
samaj ko
insano ko
hwa ko
or  sabko  ek sadma lag gaya
hum aapko yaad krte rahenge
hum aapko yaad krte rahenge
aapki yaad m
atal bihari vajpaee ji ko samarpit
mere kavita
by saransh lokendra bhadoria

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

pyare papa

mere dadi

ek baar aa jao n hamare duware